Wednesday, 5 February 2014

वो सितारा - II



मुंबई की तंग गलियों में कही खो गया मै,


पर क्या वो सितारा अभ्भी चमकता है।





कई दिन बीते मिला नहीं मै,


पर क्या वो सितारा अभ्भी चमकता है।





अँधेरी और उजली रात का एहसास नहीं है,


पर क्या वो सितारा अभ्भी चमकता है।





जाने दिन बीते कितने मैंने ऊपर नहीं देखा है,


पर क्या वो सितारा अभ्भी चमकता है।





लाईट की चका चौंध में तारे गुम गए,


पर क्या वो सितारा अभ्भी चमकता है।





सुना टूट के एक तारा गिरा कही है,


पर क्या वो सितारा अभ्भी चमकता है।





Vo Sitara - II


Mumbai Ki Tang Galiyo Me Mai Kahi Kho Gaya,
Par Kya Vo Sitara Abhi Chamkta Hai!

Kai Din Bite Mila Nahi Hu,
Par Kya Vo Sitara Abhi Chamkta Hai!

Andheri Aur Ujali Raat Ka Ehsaash Nahi Hai!
Par Kya Vo Sitara Abhi Chamkta Hai!

Jaane Din Bite Kitane Maine Upar Nahi Dekha Hai,
Par Kya Vo Sitara Abhi Chamkta Hai!

Light Ki Chaka Chundh Me Tare Gum Gaye,
Par Kya Vo Sitara Abhi Chamkta Hai!

Suna Hai Tut Ke Ek Tara Gira Kahi Hai,
Par Kya Vo Sitara Abhi Chamkta Hai!

Tuesday, 4 February 2014

वो सितारा


गाँव की अँधेरी रातों में,


वो सितारा उजाला फैलता था। 





उजियाले चाँद की रोशनी में,


वो सितारा कही छुप जाता था।





मै जब रात को सो जाता था,


वो सितारा मेरा मन बहलाता था। 





दूर गगन में जुगनू सा टिमटिमाता,


वो सितारा कलाबजिया दिखता था। 





मै लेट लतीफ़ देर से आता,


वो सितारा मुझे समय का एहसास करता था। 


Vo Sitara


Gaon Ki Andheri Rato Me,
Vo Sitara Ujala Phailata Tha!

Ujiyale Chand Ki Roshani Me,
Vo Sitara Kahi Chhup Jata Tha!

Mai Jab Raat Ko Thak Jata,
Vo Sitara Mera Man Bahlata Tha!




Dur Gagan Me Jugnu Sa Timtimata,
Vo Sitara Kalabaziya Dikhata Tha!




Mai Late Latif Der Se Aata,
Vo Sitara Muje Samay Ka Ehsaas Karaat Tha!

Sunday, 2 February 2014

नए युग की मधुशाला


बैर करांते मंदिर मस्जिद ! मेल कराती मधुशाला !!
दिल तोड़ती प्रियम्वदा ! राह दिखाती बारबाला !!

आदम के बच्चो ने क्या हाल किया मधुशाला !!
हाथ मे चखना और हाथो मे मदिरा का प्याला !!





हम तो अभी यही कहेंगे दिल तोड़ती प्रियम्वदा ! राह दिखाती बारबाला !!
कन्याओ ने भी अब रख्खा कदम है मधुशाला !!

कलयूग रंग दिखायेगा तड़प उठेगी मधुशाला !!
बच्चो ने अब राह है पकड़ी मधुशाला !!

डिस्प्रिन से उतरेगा अब हंगोवर मधुशाला !!
हम तो अभी यही कहेंगे दिल तोड़ती प्रियम्वदा ! राह दिखाती बारबाला !!

साथी भी अब साथ चला है मधुशाला !!
गटर मे गिर के उतारेगी अब नशे की हाला !!

सरकार बढाती टैक्स, रुकी नहीं मधुशाला !!
बूंद बूंद पिते है पैमाने की और भीढ़ बढ़ी है मधुशाल !!

बैर करांते मंदिर मस्जिद ! मेल कराती मधुशाला !!
दिल तोड़ती प्रियम्वदा ! राह दिखाती बारबाला !!


Naye Yug Ki Madhushaala


Bair Karante Mandir Masjid ! Mail Karati Madhushala !!
Dil Todati Priymvada ! Rah Dikhati Barbaala !!

Aadam Ke Bachho Ne Kya Hal Kiya Madhushala !!
Hath Mai Chakhna aur Madira Ky Pyala !!

Ham To Abhi Yahi Kahenge Dil Todati Priymvada ! Rah Dikhati Barbaala !! 

Kanyao Ne Ab Rakhkha Kadam Hai Madhushala !!
Kalyug Rang Dikhayega Tadap Uthegi Madhushala !! 

Bachcho Ne Ab Rah Hai Pakdi Madhushala !!
Diprin Se Utarega Ab Hangover Madhushala !!

Ham To Abhi Yahi Kahenge Dil Todati Priymvada ! Rah Dikhati Barbaala !! 

Sathi Bhi Ab Saath Chala Hai Madhushala !!
Gatar Mai Gir Ke Utaregi Ab Nashe Ki Aala !!

Sarkar Badhati Tax Ruki Nahi Hai Madhushala !!
Bund Bund Pite Hai Paimane Ki Aur Bhid Badhi Hai Madhushala !!

Bair Karante Mandir Masjid ! Mail Karati Madhushala !!
Dil Todati Priymvada ! Rah Dikhati Barbaala !!

Kaam Vaasna



Farhin Aur Shiv Ka Pyaar, Sach Me Pyaar Tha Ya Sirf Kaam
Vaasna Eas Baat Ka Andaaz Lagana Mushkil Tha. Samaaj Me Hindu Aur Muslim Ke
Prem Ko Galat Nazaro Se Dekha Jata Tha. Shiv, Radheshyaam Pandit Ka Ladka Tha
Aur Farhin Kazi Sahab Ki Ladki Thee. Dono Ka Parivaar Unke Jaat Me Sabase Upar
Pe Sthaan Par Baitha Tha. Farhin Aur Shiv Ka Aapas Me Milan Mushkil Hee Nahi
Naminkin Tha.





Farhin Aur Shiv Jaise Hee Milate Vo Nadi Par Ke Khali Pade
Bhutiya Mahal Ki Taraf Chal Dete. Mahal Bhutiya Tha Eas Liye Vaha Koi Aata Jata
Nahi Tha. Farhin Aur Shiv Ko Jo Privacy Chahiye Thee, Ye Mahal Uas Mayane Me
Sabse Sahi Tha. Unake Alava Shayad Hee Koi Uas Bhutiya Mahal Ki Taraf Jata Tha.
Farhin Aur Shiv Ne Bhutiya Mahal Me Kaam Vaasna Puri Karane Ke Liye Har Cheez
Jama Kar Rakhi Thee.





Mere Andaaz Se Vaha Kam Se Kam 100 Condom Box The. Shiv Tha
to Panditaji Ka Ladka Parantu Usake Shuak Navabo Wale The. Farhin Bhi Shauk Ke
Mamale Me Usase Koi Pichhe Nahi Thee. Dono Bhutiya Mahal Pahuchate Hee, Sex Ke
Liye Taiyaar Ho Jaate The. Choli, Peticoat, Bra, Panty, Paint, Shirt, Brief Aur
Vest Sab Shiv & Farhin Ke Saath Sex Ka Maza Lete The. Jism Aur Kapado Me
Kisake Andar Kaam Vaasna Jyada Hai Eas Baat Ke Phaisala karna Mushkil Ho Jata
Tha.





Farhin Aur Shiv Ka Pyaar Hamesha Charcha Me Raheta Tha.
Parantu Farhin Aur Shiv Ke Man Me Sirf Kaam Vaasna Ka Vaas Tha. Dono Lagta Tha
Sidhe Kaam Devta Se Aashirvaad Lekar aaye The. Ghanto Dono Bhutiya Mahal Me Ek
Dusar Ke Aalingan Me Lage Madhosh Pade Rahate The. Kaam Ka Jor Aisa Tha Ki
Ghanto Dono Ke Tan Pe Kapade Ka Tukada Bhi Nahi Raheta Tha. Shayad Kaam Devta Bhi
Upar Farhin Aur Shiv Ko Dekh Kar Sharma Jaate The.







Note : This is not Sex Story. It’s story of Two people, whom
comes from different religion & fall in love but the write failed to
understand the chemistry between them until both get killed by…….





On Viewers response will write next part of this story.


.