Friday 4 May 2012

1st Goa Trip





Bachcha
tha mai ! Yahi koi 12year old. I was in 7th class. Padhai, likhai to kam aur
khel kud jayda karta tha. Papa Bank mai kaam karte the to ghar mai sukh suvidha
ki Har cheez maujud thi. Hamare ghar par refrizarator bhi tha, aap kahenge
usame badi baat kya hai to bhai in 1992 only few people all over India was
having refrizarator at their home. In summers entire colony used to come at our
home to drink cold water.










Schools
was closed for Diwali vacation. I was enjoying holiday at home. Papa came home
in evening aur Maa ko hall me bulaya mai Vahi baitha TV dekh raha tha shayad
Aapko pata na Hoga par in 1992 TV was not having presence in every household of
India like now a days. Log 2KM door se mere ghar Sunday ke din Shree Krishna dekhane aathe the.





Papa ne
maa se kaha samaan bag mai dalo ham ghumane jaa rahe hai. Mai Jhat se aapni
jagah se utha aur Papa ki God mai jaakar baith gaya. Papa ne meri utsukta ko
dekha aur kaha we are going to Goa. I have read about Goa in my Geography
book. It was very ideal place for vacation and full of foreign tourist. Mai
Maharashtra ke chhote se Kasabe ka banda Goa jaa raha hu.





Mai
dusare din dosto ke saath khelane Gaya aur unhe khoob khush hokar mere Goa
Jaane ke bare me bataya, few friends were happy for me and few were sad ye soch
kar ki unhe kab Goa jane ka mauka milega. Puri - Bhaji ban gayi, Maa packed all
bags. Auto darwaje pe khada tha aur ham apna saaman lekar usame me baith gaye.
Station se Train pakdi aur Goa pahuch gaye.





Goa ! Goa ! Goa !





We reached Goa. It was like dream for me. We started our trip with
Church and Architecture & construction. Mere chhote se gaon mai hamne
itana bada Mahal nahi dekha tha jitna bada Goa mai logo ka rahene ka makan tha.
Khush to tha mai par koochh missing laga raha tha. 12 saal ka bachcha koochh
jyda hee soach raha tha.





Agale din





Agale din





Agale din





Papa hame Goa beach par le gaye. Vaha, kya najara tha.
Nariyal ke ped charo taraf phaile hue the samndar mai lahere gota kha rahi thi.
Achanak  mere samne se ek Russian ladki
gujari. Oh my god that was GOA. Semi nude girls everywhere on beach, in 1992 we
are not having mobile loaded with XX & XXX porn movies for child like me it
was like I am in some 3D movie. Kya najara tha yaar charo taraf Jalpariya ghoom
rahi thi. GOA bolu ya jannat, mujhe pata nahi tha. Papa bhi meri aur maa ki najar bacha kar uan Russian girls ko dekh rahe the, Maa uan Russian girls ko
dekh kar Sharma rahi thi. Goa mai charo taraf foreigners hee ghumate dikhte the aur shayad unhone ne hee Goa ko Goa banaya.





Finally! We came back to village par vo Goa ki yaden aaj bhi
mere man mai use tarha jinda hai.





Doing Kamaal,


Kamal Upadhyay

No comments:

Post a Comment

.