Friday 30 November 2012

Sannata Aur Andhera


Aasman kitna saaph hai !



Dur Tak sannata pasra hua hai !



Andhera bhi Jaise ujala phaila raha hai !



Kya ae waqt youhi tham sakta hai !



Bina Suraj ke kya deepak jal sakta hai !



Samjh Na Paoge Meri Baton Ku Tum !



Tumne Hamesha Ujale se pyaar kiya !



Tumne Hamesha Andhere ka Tirskar kiya !



Aasman kitna saaph hai !



Dur Tak sannata pasra hua hai !



Andhera bhi Jaise ujala phaila raha hai !



Doing Kamaal,

Kamal Upadhyay

No comments:

Post a Comment

.