Feku | Where you were my friend Pappu? |
Pappu | I was roaming around Mr.Feku. Why? |
Feku | So what are you doing for Utrrakhand disaster? |
Pappu | My ministers are taking care of Disaster. I was praying to god that it should rain during CT13 final. |
Pappu | What you are doing for Disaster than Media PR? |
Feku | I saved many people & I will also help for rehabilitation for locals. |
Pappu | Mr.Feku, Let me remind you that there are many people in Gujrat waiting for rehabilitation after Godhra Riots. |
Feku | I’ll take care of them after I'll become PM in 2014. |
Kamal Upadhyay is an Indian blogger writing about Indian Politics, Current Affairs, Sports and other matters of Indian Interest. Satire on Indian Politics - A must read!
Wednesday, 26 June 2013
Fakemfake - Pappu v/s Feku on Utrrakhand
Thursday, 20 June 2013
गुमशुम था उदास बैठा
गुमशुम था उदास बैठा मै किसी आस में !!
धुंधला था सब कुच्छ किसी तलाश में !!
मंजिल पास आकर चली जाती थी !
आँख पर बंधी पट्टी कुच्छ न समझ पाती थी !!
व्याकूल था मै, सफलता पाने को !
अपने नाम का सितारा आसमान में चमकाने को !!
भीड़ बड़ी थी पर तनहा सा मंजर सारा था !
घनघोर घटाओ का चारो तरफ अंधियारा था !!
गुमशुम था उदास बैठा मै किसी आस में !!
धुंधला था सब कुच्छ किसी तलाश में !!
Fakemfake – Pappu & Uttarkhand
Mother :
Pappu where are you?
Pappu :
Why mom?
Mother :
1st answer my question.
Pappu :
I am in France enjoying here.
Mother :
Come India asap.
Pappu :
what happened Mother ? is swami making
trouble again.
Mother :
No my dear son. Uttarkhand is flooded & everywhere you can see water.
Pappu :
That’s great mother, I am cancelling my trip to Miami and will enjoy Uttarkhand.
- Kamal
Tuesday, 18 June 2013
सोचा बारिस
सोचा बारिस के नाम कुच्छ लिख दू !
उसे एक पैगाम लिख दू !!
क्यों तू बरस के थम जाती है !
ना थमे तो कहर ढाती है !!
तुझसे मोह मुझे बड़ा गहरा है !
तेरे थम थम के बरसने से चमकता चेहरा है !!
तूने कई जीवनों को महकाया !
पर तेरी आफत ने कई जीवनों को जलाया !
तू ना बरसे तो मै तड़पता हु !
तेरे बरसने पर भी मै तड़पता हु !!

Friday, 14 June 2013
Fakemfake – election campaign money
Rahul : Maa, Maa,
Maa, Maa Now Mr Modi is heading BJP poll campaign for 2014 so we have to workhard
& we need more money.
Sonia : Don’t worry
my son ask some of our minister to do some more scam to get the fund for election
campaign.
Rahul : Mama(Manmohan
Ji) is already in trouble due to 2G & coal scam.
Sonia : Don’t worry
my son, Media is busy in IPL fixing news, Mr.Modi’s appointment as BJP election
campaign & Advani’s resignation and Media knows that we are going to spend
lots of money on TV campaign so they won’t
discuss any scam.
Rahul : Ok, I’ll
ask Khurshid uncle to monitor the Scam and this time I’ll ask them to do
something in water as we have already done with Air & Land.
Sonia : No, Don’t
ask Khurshid last time he messed up for scam of 75lacs. Please ask chidu to
monitor, he is very good with fund management.
Rahul : Maa, What
needs to be done of that Swami. He’ll get some paper and then start blaming us.
Iagree that Media won’t show his interview but what about Supreme Court.
Sonia : This Swami
is difficult to handle, please ask digvijay to take care of him. Digvijay can
divert everyone’s attention with his generousness in stupidity.
Rahul : Ok Maa, all
set but last question.
Sonia : What?
Rahul : What about
that Arnab as he will come on the newshour & ask that Nation demand answers?
Sonia : Give more
funds to his channel for campaign.
Rahul : Maa, We are
not sure that after fund also he’ll be silent. Even Manish & Abhishek don’t
dare to go on his show to give clarification from our side.
Sonia : Please pass
some confidential documents of gadkari’s purti group at time now office and
they will get busy with that for few weeks.
Rahul : Maa, You
are very smart.
Sonia : Please stop
calling me Maa.
Rahul : I am going
to UP next week so doing practice of Maa word.
यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है . यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है.
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
Tuesday, 11 June 2013
The Advani
Advani who himself became leader of such a big candidature on playing politics in name of Rath Yatra wants modi to be away and at least not to lead the campaign of 2014 election. BJP is party where after Atal Ji & Advani Ji, it’s was always debatable issue that who will take charge to lead BJP as there is Arun Jaitely, Sushma Ji, Yashwant Sinha and two three more leaders of same candidature.
BJP is party where selection of President and Candidates for particular post is through ballot. It’s not like that in after noon your application to be PM got rejected so by evening you selected a person to act as Prime Minister of India.
Advani is ageing. No one likes transfer of power so did Mr.Advani. We all know that Modi can be only factor on which BJP can cash more & more votes. You travel to local train or bus and you will see people chanting about Modi and his work. People who give opinion in TV studios are hardly aware about the ground fact.
It’s time for Mr.Advani to give rest to his political career and have some time for family & friends. A leader is a great leader when he has created enough people to take his position.
Doing Kamaal,
Kamal Upadhyay

Saturday, 8 June 2013
Fakemfake - 10
क्रिकेट में एक के बाद एक बेटिंग के खुलासे से लगता है है की आईपीएल क्रिकेट के लिए नहीं बेटिंग के लिए बनाया गया था ।
राजदीप सरदेसाई रिटायर होकर गोवा जाना चाहते है, समझ में नहीं आ रहा मन किसने किया है।
राजनीती नेहरु गाँधी परिवार का पुस्तैनी धंधा है वहा PM एक रात में क चुन लिया जाता है।
BJP एक लोकतान्त्रिक दल है और वह meeting के बाद meeting होती है पर PM पद का नामंकन भी नहीं हो पता है।
अडवाणी और मोदी दल के बीच होने वाली रस्सा कस्सी पर NAMOnia नाम के वायरस को कारण बताया जा रहा है।
जिया खान की मृत्यू पर न्यूज़ चैनल्लो की बल्ले बल्ले हो गयी , और पुरे दिन TRP के नाम जम कर मज़ा उठाया।
कार्तिक दयानंद हाल ही मुंबई आये और प्रितिश्नन्दिय से मिले और शिवसेना के राज्यशभा नामंकन की प्रणाली पर विचार विमर्श किया।
अमिताभ बच्चन और अनुराग कश्यप एक TV धारावाहिक में साथ आने वाले है, देखते है इस उम्र में माँ बहन की गली देता हुए बच्चन साहब कैसे लगते है।
यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है. यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है

बादल आज कई दिनों के बाद रोया
दूर गगन में कही था अब तक खोया !
बादल आज कई दिनों के बाद रोया !!
बदल रोता, मै मुस्कुराता हु !
वो गम बताता, मै खुशिया मनाता हु !!
बादल के आंसू ने सारा जग भिगोया !
बादल आज कई दिनों के बाद रोया !!
अब बादल रोता मई हँसता नहीं था !
उसके आंसू पर मज़ा कसता नहीं था !!
बदल के आंसू ने हरियाली का मंजर लाया !
सपनो सा था दर्पण, जग को आंसू ने चमकाया !!
बादल ने जैसे रोने की जिद थी ठानी !
उसके आंसू धरती पर कर रहे थे मनमानी !!
अब बादल रोता तो मै भी रोता हु !
अपने सपने उसके आंसू से भिगोता हु !!
हरियाली का मंजर जैसे उजड़ा, कही खोया !
बादल आज कई दिनों के बाद रोया !!
कुछ महीने बीते बादल मन गया !
अपने आंसू को थामना जैसे जान गया !!
अब बदल मुस्कुराता, मै मुस्कुराता हु !
रोने पर किसी के न हँसना सबको समझाता हु !!
दूर गगन में कही था अब तक खोया !
बादल आज कई दिनों के बाद रोया !!
Badal aaj kai dino ke baad Roya
Dur Gagan me kahi tha ab tak khoya !
Badal aaj kai dino ke baad Roya !!
Badal rota, mai muskurata hu !
Vo gam batata, mai khushiya manata hu !!
Badal ke aansu ne sara jag bheegoya !
Badal aaj kai dino ke baad Roya !!
Ab badal rota, mai hasta nahi tha !
Uske aansu par mai maze kasta nahi tha !!
Badal ke aansu ne hariyali ka manajar laaya !
Sapno sa tha darpan, jag ko aansu ne chamkaya !!
Badal ne rone ki jaise zid thee thani !
Usaki aansu dharti par kar rahe the manmaani !!
Ab badal rota to mai bhi rota hu !
Apne sapane uske aansu se bhigota hu !!
Hariyali ka manjar jaise ujada, kahi khoya !
Badal aaj kai dino ke baad Roya !!
Kucch mahine bite badal maan gaya !
Apne aansu ko thamna jaise jaan gaya !!
Ab Badal Muskurata Hai, Mai Muskurata Hu !
Rone par kisi ke na hasna ye sabko smjhata hu !!

Chudail Ki Kahani - Ghungaru
Maine apne saath biti raat ki ghatna ko apne dosto ko bataya aur sab dost jor jor se hasne lage. Ham sabhi dost milkar ek dusare ke saath sabhi ghatnao ka jikra karne lage. Parmesh ne bataya ki use aaj bhi Chudail ke payal ki aawaj sunai deti hai. Vo Jab kabhi raat ko bedroom ki khidaki ke pass baithkar padhai karta tha tab aadhi raat ke baad achnak se chhan-chhan ki aawaj aane lagti thee.
Ham logo ne Parmesh ko kahani detail me batane ke liye kaha. Parmesh ne kaha ye kahani badi lambi hai. Ham logo ne kaha lambi hai to kya hua to shuru ho jaa. Parmesh ne kahani shuru kar dee. Baat uas samay ki hai jab class 10 me tha. Class 10 board ke exam thee to mai roz raat ko der tak padhai karta tha. Mumbai ke sabse behtarin college me dakhile ke liye padhai bahut jaruri thee.
Board Exam shur hone par mai kafi der raat tak padhane laga. Ek din mai padhai kar raha tha aue maine achnak se bedroom ki khidaki khol dee. Uas samay raat ke koi 2 baj rahe the. khidaki khulane par sirf saayn saayn hawa chalane ki aawaj aa rahee thee, ki achanak mere kaan me chha-chhan ke aawaj padi. Maine pahele to aawaj par dhyan nahi diya par aawaj band nahi ho rahee thee.
Maine khidaki se charo taraf dekh to koi nahi dikha. Mai thoda dar gaya aur jhat se khidaki band karke ke aapne bistar par jaakar so gaya. Raat bhar mujhe neend nahi aayee aur subah uthkar mai school chala gaya. School se lautane ke baad mai Bahadur ke pass gaya. Bahadur hamari building me pichhale 12 saal se watchman hai. Maine kaha Bahadur eas building me kabhi kuchh hua tha kya.
Bahadur ne mera sawal sunate hee kaha, kuchh hua tha ka kya matlab. Maine bahadur se kaha ki kabhi yaha koi bhut pret ke saaye ka jikra hua hai. Bahdur ne kaha maine to aaj tak koi bhut pret ke baare me nahi suna. Haa, lekin kuchh saal pahele yaha ek married couple rahata tha. Dono ki nayi - nayi shadi hui thee. Pahele kuchh mahine to sab kuchh normal tha lekin baad me dono ka aapas me roz jhagda hota tha.
Maine tak - taki lagakar Bahadur ki baat sun raha tha. Bahadur ne kaha ki unke beech ke jhagade badhte gaye aur ek din Madam ne apne ghungaru ke payal ki rassi bana kar aatm hatya kar lee. Madam kathak nrity karti thee to usane apni jaan bhi apne ghungaru ke saath de dee. Bahadur aage kuchh bolta ki maa ne mujhe upar se aawaj dekar ghar par aane ko kaha aur mai ghar chala gaya.
Raat ko jab mai padhane baitha tab maine har tuti hui kadi ko jodna chalu kiya. Mere hisab se ye vohi dancer ladki ki aatma hai jo raat ko pareshan hokar ghumati hai. Maine apni dusari taraf rahene wale Manek se bhi eas baat ka jikra kiya tha par usane kaha ki usake bedroom me to koi aawaz nahi aati. Raat ko padhate padhte maine phir se khidaki kholi aur chhan chhan ki aawaj mere kano me gujane lagi.
Mera dhyaan achnak se Emali ke ped ki taraf gaya. Jab maine aawaj par kafi dhyaan diya to mujhe ye confirmation ho gaya tha ki ho na ho Chudail eas ped par raheti hai aur shayad se eas liye sirf mujhe hee usake payal ki aawaz sunai deti hai. Maine man hee man socha ki vo mujhse kya chahati hai aur sote sote so gaya. Agale din raviwar tha to mai uath kar sidhe khelane chala gaya.
Khel ke maidan se aane ke baad maine uas ped par chadkar chudail ka baser dhundhane ki thaan lee. Mai turan ped ke sabe se upar hisse par pahuch gaya. Vaha se main apni nigahe charo taraf daudai aur achaanak mera dhyan ped ki dal ki taraf gaya jo aur daliyo se chhupi thee. Maine vaha par bachoo ke khilaone wale ghungaru ki mala dikhi. Mai Chudail ki sachhai jaan chuka tha.
Mai Ghungaru uthakr ghar le aaya. Phir kabhi maine chudail ke ghungaru ki aawaj nahi suni.

Wednesday, 5 June 2013
Fakemfake - RTI views
If political party will come under RTI so what will change. Kuchh to
jaroor badlega aur jo badlega vo bahut badhiya hoga. RTI par har party
ke bichar janane ke liye hamre fakemfake reporter ki report.
Congress
We fought very hard for RTI. we welcome the decision but we don't
want that people should know about How much we spent on Madam's trip
from India to Italy.
BJP
We also welcome the RTI decision but
isn't RTI will show that Lal Krishna Advani became total failure though
we spent heavily on his PR.
SP
Papa kahete hai RTI me Gunddo ki jankari dete dete ham thak jayenge.
BSP
People will come to know that our political symbol is elephant but we
distribute bicycle during election to voters. Hathi Chale Cycle Ke
Bharose.
Shiv Sena
We'll disclose our annual Thod - Fhod list
& how many reporters are bitten by our workers. How much stones we
pelted on News vehicles.
MNS
We'll only answer all the reports in Marathi.
TNC
so it means under RTI we have to show how many cartoon artist we sent behind bar.
JKNC
We'll disclose how many movies shot in Kashmir but they didn't give credit.
यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है . यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है.
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
jaroor badlega aur jo badlega vo bahut badhiya hoga. RTI par har party
ke bichar janane ke liye hamre fakemfake reporter ki report.
Congress
We fought very hard for RTI. we welcome the decision but we don't
want that people should know about How much we spent on Madam's trip
from India to Italy.
BJP
We also welcome the RTI decision but
isn't RTI will show that Lal Krishna Advani became total failure though
we spent heavily on his PR.
SP
Papa kahete hai RTI me Gunddo ki jankari dete dete ham thak jayenge.
BSP
People will come to know that our political symbol is elephant but we
distribute bicycle during election to voters. Hathi Chale Cycle Ke
Bharose.
Shiv Sena
We'll disclose our annual Thod - Fhod list
& how many reporters are bitten by our workers. How much stones we
pelted on News vehicles.
MNS
We'll only answer all the reports in Marathi.
TNC
so it means under RTI we have to show how many cartoon artist we sent behind bar.
JKNC
We'll disclose how many movies shot in Kashmir but they didn't give credit.
यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है . यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है.
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
Tuesday, 4 June 2013
धुँआवाला
Yashwant baki bachho ke saath maidan me khel raha
tha. achanak se sabhi bachhe chillane lage धुँआवाला धुँआवाला. Har koi
galli ki taraf bhagane lage par धुँआवाला kahi nazar nahi aa raha tha.
धुँआवाला ki machine ki aawaj dur se hee sunai de rahee thee. Sabhi
Bachhe धुँआवाला ke धुंवे me khelna chahate the. jab bhi धुँआवाला gali se
gujarta bachhe usake pichhe pichhe धुंवे में uchal kud machate the.
धुँआवाला
- Mumbai me machharo ka prakop badh gaya tha to isliye machharo se hone
wali bimaree ko rokane ke liye BMC ki taraf se ek banda fogging ka pump
le aata aur usame machhar marane wali dawa dala ke use धुंवे ke rup me
charo taraf phailata. Pahele to bachhe धुँआवाला se darate the par dhire
dhire vo धुंवे ki khushbu me usaki ujali parchhyee me khelane lage.
धुँआवाला
achnak se dikha aur Yashwant ke saath baki bachhe uas gali me pahunch
gaye jaha se धुँआवाला aa raha tha. Ab sabhi bachhe धुँआवाला ke pichhe
laga gaye. Uchala kud, dhmal chukadi, bachhe ek dusare ke upar kudate
aur yaha vaha marke bhag jaate, mazzak me bachhe ek dusare ki chaddhi
utarte aur bhag jaate. धुँआवाला bhi bachho se tang ho jata tha par use
uska kaam karna padta tha.
Yashwant shaam tak ghar nahi aaya.
Yashwant ke gharwalo ne usaki talash karane lage. Bachho se puchane par
pata chala ki use last bar धुँआवाला ke pichhe daudate dekha gaya tha.
usake baad kisi bhi bachhe ne use nahi dekha. Yashwant ke gharwale
police station me jakar report kar aaye. Bachhe phir se jab धुँआवाला aata to
usake pichhe daudane lagate aur dhamal machate.
Yashwant ka phir
kabhi pata nahi chala. Bharat me har saal hazaro bachhe es tarah gayab
ho jate hai aur unka phir kabhi pata nahi chalta hai.

Monday, 3 June 2013
Chudail Ki Kahani - Saya
23rd May, 2005
Banaras, Uttar Pardesh
Rajiv ko aaj ki
Mahangari train pakad kar vapas Mumbai Jana tha. Mahanagri Banaras
station se 11 baje chhutati hai aur easliye vo subha jaldi uath gaya.
Rajiv ke ghar se Banras station ki duri 94 kilometer thee. Rajiv ke ghar
se GT Road 5 kilometer tha aur phir GT Road se sidhe bas pakad kar
Banaras station pahuchna tha.
Rajiv ka bachpan to
Mumbai me beeta tha par vo har saal garmiyo me chhutiya bitane gaon
aata tha. Gaon me usake ghar ke samne ek bada bargad ke ped tha aur log
use hamesh uas taraf jaane ko mana karate the. Gaon ke logo ka kahena
tha ki uas taraf ek budhi Chudail ka basera hai. Chudail budhiya ki
pakad se bachane ke liye gaon vale apne hatho me Tabiz bandhate the.
Rajiv ka bachpan
Jadu-Tone, Bhoot-Pret ki kahaniyo ke beech beeta tha. Easliye use
andhere se bahut dar lagta tha. Rajiv raat ko apne chaar payee se jyada
dur nahi jata tha usake man me andhere ka dar bana rahta tha. Rajiv ne
kabhi Bhoot-Pret dekha nahi tha aur uan par bishwas bhi nahi karta tha.
Easliye vo tabiz nahi pahenta tha. Gaonwale use hamesh Tabiz pahenane ke
liye kahate the.
Train pakadane ke
liye Rajiv subha utha. Subha ke karib 3 baje the. Rajiv khet ki taraf
jane hee wala tha ki use laga ki ghar ke bagal me koi khada hai. Rajiv
ki Dil dhak se upar aa gaya. Dur se dekhane par use laga ki koi budhi
aurat khadi hai aur Rajiv ka man turant Budhi Chudail ki taraf gaya.
Rajiv ne man hee man socha ki maine to tabiz bhi nahi pahna hai to agar
mai khet ki taraf gaya to Chudail mujhe pakad legi.
Rajiv apnee jagah
par stabdh khada tha. Rajiv me na aage jane ki himmat thee aur na pichhe
aane ki himmat thee. Rajiv apani jagah par khada hokar Chudail ko dekh
raha tha. Karib 10 minute beet gaye the aur Chudail apni jagah se hil
nahee rahee thee. Rajiv Ka dar ab dhire dhire kam ho raha tha ki achanak
se jor ki hawa chali aur Chudail ke saadi hawa me uadane lagi.
Hawa ke shant hote
hee sab kuchh phir tham gaya. Rajiv karib aadhe ghane se ek jagah khada
tha. Rajiv ne man hee man socha ki aaj mai eas Chudail se milke rahunga
aur tabhi usane Chudail ki taraf kadam badhaye. Jaise Jaise Rajiv ke
kadam aage badh rahe the vaise vaise dar badhate hee jaa aha tha. Rajiv
kuchh kadam aage badh tha ki achanak se light aa gayee.
Gaon ki light
pichhale 15 din se kati thee. Gaonwalo ke liye andhere me rahena koi
badi baat nahi thee. Rajiv bhi kisi tarah andhere ka aadi ban gaya tha.
Rajiv andhere se darta tha eas liye raat ko jaldi so jata aur subha din
nikalne ke baad uath jaata tha. Aaj Train pakadni thee easliye use
andhere me uthna pada..
Light aate hee
Rajiv aapne aap par hasane laga. Chudail ka dar usake man se dur ho
gaya. Kyonki jise vo Chudail samajh raha tha vo Chudail nahi ek Mirchi
ka ped tha aur uaspar kisi ne saadi sukhane ke liye dala tha, jisase vo
ped ek taraf jhuk gaya tha aur Rajiv use Chudail Samjh baitha.
Saturday, 1 June 2013
Fakemfake - IX
Rahul Gandhi Told Congress will support every Indian but he forgot right now Congress need support from evry Indian.
लगता है दिग्विजय सिंह का कार्यभार आज कल शिंदे संभल रहे है।
Lagta Hai Digvijay Singh Ka Karbhar Aaj Kal Shinde Sanbhal Rahe Hai.
OK OK,, Abhijit Mukharjee Ke Anusaar"Bharat Ke Sabhi Beauty Parlor Band Hone Ke Baad Hee Mahilaye Virodh Pradarsh Kar Sakti Hai.
संजय निरुपम ने जब स्मृति ईरानी को ठुमका लगाने वाली कहा तब वो खुद भी बिग बॉस में थे ये भूल गए।
Sanjay Nirupam Ne Jab Smriti Irani Ko Thumka Lagane Wali Kaha Tab Vo Khud Bhi Big Boss Me The Ye Baat Bhul Gaye.
दिल्ली और मुंबई में बढ़ते क्राइम के लिए सागरिका घोष ट्विटर रेंट्स को जिम्मेदार मानती है।
Dilli Aur Mumbai Me Badhate Crime Ke Liye Sagarika Ghose Twitter Rants Ko Jimmedar Manti Hai.
"यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है. यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है"
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
लगता है दिग्विजय सिंह का कार्यभार आज कल शिंदे संभल रहे है।
Lagta Hai Digvijay Singh Ka Karbhar Aaj Kal Shinde Sanbhal Rahe Hai.
OK OK,, Abhijit Mukharjee Ke Anusaar"Bharat Ke Sabhi Beauty Parlor Band Hone Ke Baad Hee Mahilaye Virodh Pradarsh Kar Sakti Hai.
संजय निरुपम ने जब स्मृति ईरानी को ठुमका लगाने वाली कहा तब वो खुद भी बिग बॉस में थे ये भूल गए।
Sanjay Nirupam Ne Jab Smriti Irani Ko Thumka Lagane Wali Kaha Tab Vo Khud Bhi Big Boss Me The Ye Baat Bhul Gaye.
दिल्ली और मुंबई में बढ़ते क्राइम के लिए सागरिका घोष ट्विटर रेंट्स को जिम्मेदार मानती है।
Dilli Aur Mumbai Me Badhate Crime Ke Liye Sagarika Ghose Twitter Rants Ko Jimmedar Manti Hai.
"यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है. यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है"
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
Fakemfake - VIII
लगता है शिंदे और श्री सईद हफ़ीज़ का पुराना याराना है।
Lagta Hai Shinde Aur Shree Said Hafiz Ka Purana Yarana Hai.
क्लासिक टून "प्रधनमंत्री ने सचिन से कहा - लोगो की बात सुनने से अच्छा है तुम क्रिकेट से संन्यास लो और राज्यसभा में आकर वोट दो और ए खेल खेलो जहाँ कोई संन्यास की बात नहीं करता" राहुल कँवल
Classic Toon " PM Ne Sachin Se Kaha - Logo Ki Baat Sunane Se Achha Hai Tum Cricket Se Sanyaas Lo Aur Rajysabha Me Aakar Vote Do Aur A Khel Khelo Jahan Koi Sanyas Ki Baat Nahi Karta" Rajul Kanwal
सपा और बसपा ने मिल के UPA को FDI के मुद्दे पर बरी कर दिया - इनसे ज्यादा हम बाजारू लोगो पर भरोसा कर सकते है !
Sapa Aur Baspa Ne Mil Ke UPA Ko FDI Ke Mudde Par Bari Kar Diya -Inse Jyda Ham Bazaru Logo Par Bharosa Kar Sakte Hai !
सपा और बसपा ने मिल के UPA को FDI के मुद्दे पर बरी कर दिया - क्या इनका कोई धर्म है !
Sapa Aur Baspa Ne Mil Ke UPA Ko FDI Ke Mudde Par Bari Kar Diya - Kya Inka Koi Dharm Hai !

Fakemfake - VI
"सरकारी आवाभगत के बाद आज कसाब को पूरे सम्मान के साथ फांसी पर लटका दिया गया"
Sarkari Aawabhagat Ke Baad Aaj Kasab Ko Pure Samman Ke Saath Phansi Par Latka Diya Gaya
"बालासाहेब ने व्यंगचित्रों से राजनीती में छवि बनायीं और उनपर व्यंग करने पर लोगो को मनायी"
BalaSaheb Ne Vyangchitro Se Rajneeti Me Chhavi Banayi Aur Unpar Vyang Karane Par Logo Ko Manayi
"मुंबई बंद पर अपनी राय देने वाली युवती के चाचा के रुग्णालय में तोड़-फोड़ कर शिवसैनिको ने बालासाहेब को श्रधांजलि दी"
Mumbai Band Par Apani Ray Dene Wali Yuvati Ke Chacha Ke Rugnalay Me Thod-Phod Kar Shivsainiko Ne Balasheb Ko Shrdhanjali Di
"dear digvijay singh plz do some bakar about me want to trend on social media"
"Digvijay Singh is new PR of Rakhi Sawant"

Fakemfake - VII
दिग्विजय ने कहा की गुजरात की तरक्की में मोदी का कोई विशेष योगदान नहीं, वो तो पहेले से ही विकास कर रहा था, मुझे ये समझ में नहीं आता फिर महाराष्ट्र को कौन विकास से गर्त में ले गया !
Digvijay Ne Kaha Ki Gujrat Ki Tarkki Me Modi Ka Koi Vishesh Yogdaan Nahi, Vo To Pahele Se Hee Vikas Kar Raha Tha, Mujhe Ye Samjh Me Nahi Aata Phir Mahrashtra Ko Kaun Vikas Se Gart Me Le Gaya !
अर्नब ने किसी प्रकार का घोटाला नहीं किया फिर भी वो न्यूज़ में है उन्हें इसका जवाब भारत के लोगो को देना होगा !
Arnab Ne Kisi Prakar Ka Ghotala Nahi Kiya Phir Bhi Vo News Me Hai, Unhe Iska Jawab Bharat Ke Logo Ko Dena Hoga !
"अभी-अभी मिले खबर के अनुसार कसाब को फाँसी देने से पहेले अर्नब गोस्वामी से मंजूरी ले ली गयी थी"
Abhi-Abhi Mile Khabhar Ke Anusar Kasab Ko Phansi Dene Se Pahele Arnab Goswami Se Manjoori Le Lee Gayi Thi
"कही ऐसा तो नहीं की कसाब डेंगू से मर गया और फिर उसे फाँसी पर लटका दिया"
"Kahi Aisa To Nahi Ki Kasab Dengu Se Mar Gaya Aur Phir Use Phansi Par Latka Diya"
"मुझे डर है की दिग्विजय सिंह कसाब की फांसी के बाद कही कसाब का राजकीय सत्कार के साथ अंतिम संस्कार की बात न कर दे"
Mujhe Dar Hai Ki Digvijay Singh Kasab Ki Phansi Ke Baad Kahi Kasab Ka Rajkiy Satkar Ke Saath Antim Sanskar Ki Baat Na Kar De
"यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है. यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है"
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
Digvijay Ne Kaha Ki Gujrat Ki Tarkki Me Modi Ka Koi Vishesh Yogdaan Nahi, Vo To Pahele Se Hee Vikas Kar Raha Tha, Mujhe Ye Samjh Me Nahi Aata Phir Mahrashtra Ko Kaun Vikas Se Gart Me Le Gaya !
अर्नब ने किसी प्रकार का घोटाला नहीं किया फिर भी वो न्यूज़ में है उन्हें इसका जवाब भारत के लोगो को देना होगा !
Arnab Ne Kisi Prakar Ka Ghotala Nahi Kiya Phir Bhi Vo News Me Hai, Unhe Iska Jawab Bharat Ke Logo Ko Dena Hoga !
"अभी-अभी मिले खबर के अनुसार कसाब को फाँसी देने से पहेले अर्नब गोस्वामी से मंजूरी ले ली गयी थी"
Abhi-Abhi Mile Khabhar Ke Anusar Kasab Ko Phansi Dene Se Pahele Arnab Goswami Se Manjoori Le Lee Gayi Thi
"कही ऐसा तो नहीं की कसाब डेंगू से मर गया और फिर उसे फाँसी पर लटका दिया"
"Kahi Aisa To Nahi Ki Kasab Dengu Se Mar Gaya Aur Phir Use Phansi Par Latka Diya"
"मुझे डर है की दिग्विजय सिंह कसाब की फांसी के बाद कही कसाब का राजकीय सत्कार के साथ अंतिम संस्कार की बात न कर दे"
Mujhe Dar Hai Ki Digvijay Singh Kasab Ki Phansi Ke Baad Kahi Kasab Ka Rajkiy Satkar Ke Saath Antim Sanskar Ki Baat Na Kar De
"यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है. यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है"
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
Fakemfake - V
"क्या अडवाणी जी को सबसे वृद्ध प्रधानमंत्री बनाने का मौका मिलेगा"
Kya Advani Ji Ko Sabse Vridh Pradhanmantri Banane Ka Mauka Milega
"अरनब गोस्वामी ने गडकरी को क्लीन चीट देने से साफ इनकार कर दिया है - टाइम्स नाउ "
Arnab Goswami Ne Gadkari Ko Clean Chit Dene Se Saaph Inkar Kar Diya Hai - Times Now
"गडकरी को क्लीन चीट मिलने के बाद अब बीजेपी येदुरप्पा को भी क्लीन चीट देगी" संघ
Gadkari Ko Clean Chit Milane Ke Baad Ab BJP Yedurappa Ko Bhi Clean Chit Degi - Sangh
"गडकरी के नाम पर बीजेपी में चल रहे बवाल पर श्री दिग्विजय सिंह का कहेना है राजनीती में परिवारवाद होना जरूरी है"
Gadkari Ki Naam Par BJP Me Chal Rahe Bawal Par Shree Digvijay Singh Ka Kahena Hai Rajneeti Me Parivarvaad Hona Jarori Hai
हजीअली पर चल रहे विवाद से कबीर का एक दोहा याद आ गया "कांकर - पाथर जोड़ के मस्जिद लिया चुनाय ता चढ़ मुल्ला बांग दे का बहरा हुआ खुदाया"
Hajiali Par Chal Rahe Vivad Se Kabir Ka Ek Doha Yaad Aa Gaya "Kankar Pathar Jod Ke Masjid Liya Chunay Ta Chadh Mulla Baang De Ka Bahara Hua Khuday

Fakemfake - IV
"मुंबई में बढे डेंगू प्रकोप पर दिग्विजय सिंह का कहेना है की डेंगू पाकिस्तान से गुजरात के राश्ते होते हुए मुंबई पंहुचा इसलिए इसके जिम्मेदार नरेन्द्र मोदी है"
Mumbai Me Badhe Dengu Prakop Par Digvijay Singh Ka Kahena Hai Ki Dengu Pakistan Ke Raashte Hote Huye Mumbai Pahuncha Isaliye Isake Jimmedar Narendra Modi Hai
"भारत में हो रहे प्रतिदिन घोटालो के खुलासे से ये बात साबित होती है की यहाँ "काले में कुछ दाल है"
Bharat Me Ho Rahe Pratidin Ghotalo Ke Khulase Se Ye Sabit Hota Hai Ki Yaha "Kaale Me Kuchh Daal Hai
"हमाम में सभी नंगे है और अरविन्द केजरीवाल हमाम से पानी बाहर निकालकर कर फैंक रहे है"
Hamam Me Sabhi Nange Hai Aur Arvind Kejariwal Hamam Se Pani Bahar Nikal Kar Phaink Rahe Hai
"अगर तुम मेरे ऊपर आरोप लगाओगे तो मै तेरा खून पी जाऊंगा - खुर्शीद"
Agar Tum Mere Upar Aarop Lagaoge To Mai Tera Khoon Pee Jaunga - Khurshi
"मै भी किसी नेता का दामाद बनना चाहता हू जिससे मुझे बैंक करोडो रुपये का क़र्ज़ आसानी से दे दे - आम आदमी"
Mai Bhi Kisee Neta Ka Damad Bnana Chahata Hu Jisase Mujhe Bank Karodo Rupaye Ka Karz Aasani Se De De
"यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है. यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है"
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
Mumbai Me Badhe Dengu Prakop Par Digvijay Singh Ka Kahena Hai Ki Dengu Pakistan Ke Raashte Hote Huye Mumbai Pahuncha Isaliye Isake Jimmedar Narendra Modi Hai
"भारत में हो रहे प्रतिदिन घोटालो के खुलासे से ये बात साबित होती है की यहाँ "काले में कुछ दाल है"
Bharat Me Ho Rahe Pratidin Ghotalo Ke Khulase Se Ye Sabit Hota Hai Ki Yaha "Kaale Me Kuchh Daal Hai
"हमाम में सभी नंगे है और अरविन्द केजरीवाल हमाम से पानी बाहर निकालकर कर फैंक रहे है"
Hamam Me Sabhi Nange Hai Aur Arvind Kejariwal Hamam Se Pani Bahar Nikal Kar Phaink Rahe Hai
"अगर तुम मेरे ऊपर आरोप लगाओगे तो मै तेरा खून पी जाऊंगा - खुर्शीद"
Agar Tum Mere Upar Aarop Lagaoge To Mai Tera Khoon Pee Jaunga - Khurshi
"मै भी किसी नेता का दामाद बनना चाहता हू जिससे मुझे बैंक करोडो रुपये का क़र्ज़ आसानी से दे दे - आम आदमी"
Mai Bhi Kisee Neta Ka Damad Bnana Chahata Hu Jisase Mujhe Bank Karodo Rupaye Ka Karz Aasani Se De De
"यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है. यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है"
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
Fakemfake - III
"CWG , 2G, Cola -G और जीजा G के कारण कांग्रेस अब फिर से तकलीफ मे आ gayi है"
CWG, 2G, Cola - G Aur Jija G Ke Karan Congress Ab Phir Se Takliph Me Aa Gai Hai
"श्रीलंका और वेस्टइन्डीस के फिनाल मुकाबले मे सभी लोग वेस्टइन्डीस को जीताना चाहते थे क्योंकि रावन ने माँ सीता का हरण किया था इसलिए श्रीलंका नहीं जितनी चाहिए"
Shrilanka Aur WestIndies Ke Final Mukabale Me Sabhi Log WestIndies Ko Jitana Chahate The Kyonki Ravan Ne Maa Seeta Ka Haran Kiya Tha Isaliye ShriLanka Nahi Jitanee Chahiye
"यदि आप भ्रष्टाचार के खिलाफ है तो आप सरकार के खिलाफ है, अन्ना, केजरीवाल, रामदेव के बाद अब ममता के नेता भी सीबीआई के घेरे मे "
Yadi Aap Bhrashtra Ke Khilaf Hai To Aap Sarkar Ke KHilaf Hai, Anna, Kejariwal, Ramdev Ke Baad Ab Mamta Ke Neta CBI Ghere Me
"बर्फी का ओस्कार नामंकन इस बात का सबूत है की हम आपनी कोई भी असली कार्य को अंग्रेजो को नहीं दिखा सकते"
Barfi Ka Oscar Namankan Is Baat Ka Saboot Hai Ki Ham Apnae Koi Bhi Asali Kary Ko Angrejo Ko Nahi Dikha Sakate
"जो मुझे प्रधनमंत्री बनाएगा मै उसे समर्थन दूंगा - मुलायम (मुलायम भूल गए प्रधनमंत्री बनाने की लिए समर्थन लेना पड़ता है ना की देना)"
Jo Mujhe Pradhmantri Banayega Mai Use Samrtha Dunga - Mulayam (Mulayam Bhool Gaye Pradhanmantri Bananne Ke Liye Samrthan Lena Padta Hai Na KI Dena
"अक्षय कुमार आज कल फिर अपनी फिल्मो का प्रमोशन करते दिख रहे है, कौन है जो उन्हें फिल्मो मे ले रहा है मुझे भी अभिनय जगत मे आना है"
Akshay Kumar Aaj Kal Phir Apni Film Ka Promotion Karate Dikh Rahe Hai, Kaun Hai Jo Unhe Filmo Me Le Raha Hai, Mujhe Bhi Abhinay Jagat Me Aana Hai
"यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है. यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है"
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
Fakemfake - II
"इस बार Indias Got Talent मे तीन महिला जज है किरण , मलाइका और करण "
Eas Baar Indias Got Takent Me Teen Mahila Jaj Hai Kiran, Malaika Aur Karan
"आम आदमी के लिए होने वाले बंद से स्वयंम आम आदमी परेशान है"
Aam Aadmi Ke Liye Hone Wale Band Se Swyanm Aam Aadmi Pareshaan Hai
"सरकार महेंगाई पर नियंत्रण नहीं कर पा रही और विपक्ष बंद की मान कर रहा है, जो गरीब आदमी रोज़ कमा के खाता है उसके साथ कोई नहीं है !"
Sarkar Mahengai Par Niyantran Nahi Kar Pa Rahi Aur Vipkash Band KI Mang Kar Raha Hai, Jo Garib Aadmi Roj Kamake Khata Hai Usake Saath Koi Nahi Hai
"डीसेल के बढे दामो पर चिल्लाने वाली तृणमूल को वाम दलों से काटना सीखना चाहिए"
Diesel Ke Badhe Damo Par Chillane Wali Trinmool Ko Vaam Dalo Se Katna Sikhana Chahiye
"कोयला घोटाला जनता भूल जाएगी क्योंकि भविष्य मे और भी बड़े घोटाले होंगे - शिंदे"
Koyala Ghotala Janta Bhool Jayegi Kyonki Bhavishy Me Aur Bhi Bade Ghotale Honge - Shinde

Fakemfake - I
"माननीय प्रधानमंत्री आज सेवेन रेस कोर्स पर गोबर के उपले ढूनते हुए पाए गए क्योंकि उनका साल मे ६ सिलिंडर का कोटा ख़तम हो गया"
Manniy Pradhanmantri Aaj Seven Race Course Par Gobar Ke Upale Dhunte Paaye Gaye Kyonki Unka Cylinder Ka Kota Khatam Ho Gaya
"भारत सरकार के नए नियम के तहत हर तरह का कार्टून बनाना कानूनी अपराध है - कार्टून आर्टिस्ट के हित मे जरी !"
Bharat Sarkaar Ke Naye Niyam Ke Tahat Har Cartoon Banana Kanuni Apradha Hai - Cartoon Artist Hit Me Jari
"असीम त्रिवेदी की गिरफ्तारी पर राजदीप सरदेसाई का कहेना है "विनाश काले, विपरीत बुद्धि"
Aseem Trivedi Ki Girphtari Par Rajdeep Sardesai Ka Kahena Hai KI Vinash Kale Vipreet Bhddhi
"डीसल का भाव बढ़ने से गरीब इंसान को ज्यादा फायादा होगा, क्योंकि की चीज महेंगी होने से उसे अब कुछ खाने की जरूरत नहीं"
Diesel Ka Bhaav Badhane Se Garib Insaan Ko Jyada Phayda Hoga, Kyonki Ki Cheeje Mahengee Hone Se Ab Kuchh Khane Ki Jaroorat Nahi
"मुंबई मे बढ़ते पोटहोल्स के लिए गवर्नमेंट ने राज ठाकरे को जिम्मेदार ठहराया"
Mumbai Me Badhate Potholes Ke Liye Government Ne Raj Thackeray Ko Jimmedar Thahraay
"यहाँ आप जो भी पढ़ते है गलत पढ़ते है. यहाँ लिखी किसी भी बात का वास्तविकता से कोई लेना देना नहीं है"
Yaha Aaap Jo Bhi Padhate Hai Galat Padhate Hai. Yahan Likhi Kisi Bhi Baat Ka Vastvikta Se Koi Lena Dena Nahi Hai
Barish Ka Intzaar
Barish Ka Intzaar - I
July Ka Mahina Tha, Gain Mai Log Abhi Bhi Barisk Ka Intzaar
Kar Rahe The. Pura June Khatam Ho Gaya Tha Par Barish Nahi Ho Rahi Thi. Badal
Ghir – Ghir Aate Aur Chale Jate. Pura Gaon Barish Ke Liye Puja – Yagna Kar Raha
Tha. Kheti Mahine Bhar Se Der Ho Chuki Thi. Har Jeeveet Prani Barish Ke Liye
Vyakul Tha.
Barish Ka Intzaar - II
Badal Zor Zor Se Garjane Lage !! Badalo Ki Garjana Sunkar
Sabhi Log Ghar Se Bahar Aa Gaye, Aakhir Eas Din Ka Pura Gaon Besabri Se Intzaar
Kar Raha Tha. Badal Garjane Ke Saath Barsane Lage Aur Charo Taraf Pani Ki
Bauchhar Ho Rahi Thi. Meetti Ki Sondhi Khushabu Charo Taraf Se Aa Rahi Thi.
Gaon Wale Barish Mai Bheeg Kar Barish Ka Maza Le Rahe The.
Barish Ka Intzaar - III
Musladhaar Barish Ek Saptha Tak Hui Aur Phir Ruk Gayi. Log
Kheto Mai Dhan Ki Buwai Aur Gudai Mai Lag Gaye. Pahadi Elaka Tha To Logo Ke
Pass Kheti Ke Layak Jameen Kam Thi. Har Kisis Ke Pass Itani Jamin Thi Ki Jisase
Unka Gujar Basar Ho Jaye. Gaon Mai Ab
Bhar Pet Pine Ko Pani Tha. Pahado Se Pani Rista Aur Jharne Bhi Jhar-Jhar Bah
Rahe The.
Barish Ka Intzaar - IV
August Ka Mahina Aa Gaya.
Barish Bhi Aapne Pure Jor Mai Thee. Shadi Ki Tiayaari Dono Taraf Chal Rahi Thi.
Ek Taraf Naach Gaana aur Dusari Taraf Khana – Pina. Sab Cheeze Chal Rahee Thee.
Pana Tomar Ne Har Cheeze Dugane Bhav Se Di Thee. Sadi Ka Din Tha To Dattu aur
Soniya Ke Parivar Ke Paas Aur Koi Rasta Bhi Nahi Tha. Baraat Jaane Ka Intzaam
Ho Gaya Tha Aur Barat Aane Ka Bhi Intzaam Ho Gaya Tha.
Subscribe to:
Posts (Atom)